Tuesday, 21 April 2015

saavan ke suhaane mausam meM

saavan ke suhaane mausam meM
fir chheD diya kaari koyaliya ne
yaaro aaj ek naya geet >
jise sunake dil jhum uTHA
bajane laga madhuratam sangeet>

saavan ke suhaane mausam meM>
maaTI kIbhInI sugandh ne
moh liya man ko mere
jhum uTHA chanchal dil
aur gaane laga nav madhur geet

saavan ke suhaane mausam meM

No comments:

Post a Comment

खामोशियो की सागिर्दगी

खामोशियो की सागिर्दगी सबब ए जिन्दगानी यार है । तनहाइयो में तेरी मोहब्बतो यादें सनम एतबार हैं ।  मनोहर यादव